Oo ooo
Rakhaa hua nishaane pe
Dil bhi jigar bhi hai aye
Teer e nigaahe naaz ko
Seedha to keejiye
Teer e nigaahe naaz ko
Seedha to keejiye
Aisa na keejiye
Aji aisa na keejiye
Aisa na keejiye
Aji aisa na keejiye
Aji aisa na keejiye
Aji aisa na keejiye
Dil aur jigar se haath naa
Dhonaa pade kahin
Hoo dhonaa pade kahin
Dil aur jigar se haath naa
Dhonaa pade kahin
Hoo dhonaa pade kahin
Tirchhi nigaah waalon se
Uljha na keejiye
Tirchhi nigaah waalon se
Uljha na keejiye
Aisa na keejiye
Aji aisa na keejiye
Aisa na keejiye
Aji aisa na keejiye
Aji aisa na keejiye
Aji aisa na keejiye
Paidaa huye hain hum to
Haseenon ke waaste aye
Haseenon ke waaste aye
Paidaa huye hain hum to
Haseenon ke waaste aye
Haseenon ke waaste aye
Le lijiye ye jaan bhi
Parwaah na keejiye
Le lijiye ye jaan bhi
Parwaah na keejiye
Aisa na keejiye
Aji aisa na keejiye
Aisa na keejiye
Aji aisa na keejiye
Aji aisa na keejiye
Aji aisa na keejiye
O o o o
Achhaa to aaj aap ka
Ho jaaye imtihaan
Ho jaaye imtihaan
Achhaa to aaj aap ka
Ho jaaye imtihaan
Ho jaaye imtihaan
Chashmaa utaar deejiye
Sar neechaa keejiye aye
Chashmaa utaar deejiye
Sar neechaa keejiye aye
Aisa na keejiye
Aji aisa na keejiye
Aisa na keejiye
Aji aisa na keejiye
Aji aisa na keejiye
Aji aisa na keejiye.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Shamshad Begum
G. M. Durrani, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Rajkumari Dubey
Lata Mangeshkar