Mohabbat mein kabhi aisi bhi
Halat payi jati hai
Ke hoti kya hai surat
Aur kya dikh lai jati hai
Mohabat mein kabhi aisi bhi
Halat payi jati hai
Ke hoti kya hai surat
Aur kya dikhlai jati hai
Chahe koi banduk dikhlaye
Chahe koi talwar
Karenge hum to kisi se pyar
Chahe koi banduk dikhlaye
Chahe koi talwar
Karenge hum to kisi se pyar
Karenge hum to kisi se pyar
Ek din majnu laila ke ghar
Aaya apna bhesh badal kar
Hone na payi pyar ki bate
Kismat ne dala ek chakkar
Aa gaya uska bap muchhandar
Mota taja mast kalandar
Aa gaya uska bap muchhandar
Mota taja mast kalandar
Par majnu bhi tha dilwala
Bola ye lalkar
Karenge haye haye
Karenge haye haye
Karenge hum to kisi se pyar
Karenge hum to kisi se pyar
Chahe koi banduk dikhlaye
Chahe koi talwar
Karenge hum to kisi se pyar
Karenge hum to kisi se pyar
Janne wale jan rahe hai
Raaz hai kya pahchan rahe hai
Duniya na mane pyar ko lekin
Manne wale man rahe hai
Hoti rahi aankho me ishare
Gair bhala kya samjhe bechare
Hoti rahi aankho me ishare
Gair bhala kya samjhe bechare
Aaj nahi to kal honge
Ham inke rishtedar
Karenge haye haye
Karenge haye haye
Karenge hum to kisi se pyar
Karenge hum to kisi se pyar
Chahe koi banduk dikhlaye
Chahe koi talwar
Karenge hum to kisi se pyar
Karenge hum to kisi se pyar.
Asha Bhosle, Shamshad Begum
Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Asha Bhosle, Mohammed Rafi