Sochta hun yeh kya kiya maine
Sochta hun yeh kya kiya maine
Kya ye sar dard le liyaa maine
Kya ye sar dard le liyaa maine
Sochti hun yeh kya kiya maine
Kyo ye sar dard le liyaa maine
Kyo ye sar dard le liyaa maine
Sochti hun
Kaun hai ye kahaan se aai hai
Ye to apani nahi paraai hai
Aisi chachal sharir aur jhuthi
Phir bhi dil ko ye aisi bhaai hai
Haath haatho mein le liyaa maine
Dil-e-naadaa ye kyaa kiya maine
Sochta hun
Dekh kar yu woh muskuraayaa kyu
Dekh kar yu woh muskuraayaa kyu
Muskuraayaa thaa paas aayaa kyu
Naak itani si naap itanaa saa
Phir bhi meri nazar ko bhaayaa kyu
Isako arpan kiya hiya maine
Dil-e-naadaa ye kyaa kiya maine
Raat din ishq kaa jo ronaa thaa
Lijiye ho gayaa jo honaa thaa
Ye jo qaafir dhadak rahaa hai yahaan
Is ne ek din mujhe dubonaa thaa
Dil-e-naadaa ye kyaa kiya maine
Jo kiya thik hi kiya maine
Dil kaa raushan kiya diyaa maine
Sochta hun yeh kya kiya maine.
Mubarak Begum
Suman Kalyanpur
Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Mubarak Begum, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mubarak Begum