Apne mann ko tu bas mein karle
Apne mann ko tu bas mein karle
Tera jeevan sambhal jaayega
Mohe ang lagale re o jogi
Mora rang neekhar jaayega
Jaise koi saavan mein mor papihe ki rang
Yeh jeevan ek kasoti hain
Ye bhool koi parakh raha har pal har din
Jeevan ka bharosa nahin
Jeevan ka bharosa nahin
Aaj hain kal kidhar jaayega
Aaj hain kal kidhar jaayega
Mohe ang lagale re o jogi
Mora rang neekhar jaayega
Paayal ki meri runjhun sunke
Jeevan mein khilega ek naya rang
Gyaani ko gyaan dhyani ka dhyaan
Jogi ka jog ho jaaye bhang
Jo nirakar ke rang mein ranga
Uspe na chadhe koi dujha rang
Bhaye na use sun matwali
Kanchan ka midi madit rang
Jis tan pe ghumaan kar
Jis tan pe ghumaan kar
Raakh ban bikhar jaayega
Raakh ban bikhar jaayega
Mohe ang lagale re o jogi
Mora rang neekhar jaayega
Mohe ang lagale re o jogi
Mora rang neekhar jaayega
Haaye kar shola shringaar
Yeh toh chaar din ki hain maya
Kundan sa badan ye adhar naad
Yeh toh haad maans ki hain kaya
Mujhse sundar koi aur nahin
Hain jisne tujhe banaya
Woh door hai main hoon paas mere
Woh mujh mein sada samaya
Main phool hoon tu banjaa bhanvra
Ras ka lobhi nahin mann mera
Masti ka rang mujhe mein hain dekh
Nahin mujhpe chadhega rang tera
Chun le mere tann mann ke moti
Yeh toh joothi jyoti hain
Bin pyaar na rehna hain jag mein
Anmol umar kyun khoti hai
Anmol umar kyun khoti hai
Meri preet ko na thukra jogi
Aaveg hain ye koi preet nahi
Mann prem rang ka pyasa hain
Apne mann ko tu bas mein karle
Tera jeevan sanwar jayega
Tera jeevan sanwar jayega
Tera jeevan sanwar jayega.
Asha Bhosle, Usha Mangeshkar
Asha Bhosle