Mohe Tirchhi Nazariya Na Maaro - Door Ki Awaaz lyrics | Door Ki Awaaz - Mohe Tirchhi Nazariya Na Maaro lyrics

Mohe Tirchhi Nazariya Na Maaro is a hindi song from the 1964 movie Door Ki Awaaz. Mohe Tirchhi Nazariya Na Maaro singer is Asha Bhosle. Mohe Tirchhi Nazariya Na Maaro composer is Ravi Shankar Sharma (Ravi) and Mohe Tirchhi Nazariya Na Maaro lyricist or song writer is Shakeel Badayuni. Mohe Tirchhi Nazariya Na Maaro music director is Ravi Shankar Sharma (Ravi). Mohe Tirchhi Nazariya Na Maaro features Durga Khote, Pran, Om Prakash, Saira Banu, Joy Mukherjee, Johny Walker. Mohe Tirchhi Nazariya Na Maaro director is and the producer is . The audio of Mohe Tirchhi Nazariya Na Maaro song was released on 10th December, 1964 by Saregama. Mohe Tirchhi Nazariya Na Maaro YouTube video song can be watched above.


Mohe tirchhi nazariya na maaro o o o o
O saiyyan ji chot karajwa laage
O saiyyan ji chot karajwa laage
Mohe tirchhi nazariya na maaro
Saiyyan ji chot karajwa laage
O saiyyan ji chot karajwa laage


Na tum hamaare koyi ho
Na hum tumhaare hain
Na tum hamaare koyi ho
Na hum tumhaare hain
To phir yeh aankhon hi aankhon mein
Kyun ishaare hain
To phir yeh aankhon hi aankhon mein
Kyun ishaare hain
Tum to takat ho hum ko aise
Tum to takat ho hum ko aise
Janam janam ki preet ho jaise
Ji preet ho jaise hosh apne
Zara to sambhaalo
O saiyyan ji chot karajwa laage
O saiyyan ji chot karajwa laage
Mohe tirchhi nazariya
Nazariya na maaro
Mohe tirchhi nazariya na maaro
Saiyyan ji chot karajwa laage
O saiyyan ji chot karajwa laage


Tum hi nahin ho akele
Hamaare deewaane
Tum hi nahin ho akele
Hamaare deewaane
Hum aisi shama hain
Jis ke hazaar parwaane
Hum aisi shama hain
Jis ke hazaar parwaane
Koyi nahin humra man basiya
Koyi nahin humra man basiya
Jaao ji jaao roop ke rasiya
Ji roop ke rasiya
Yoon na sheeshe mein
Hum ko utaaroo oo saiyyan ji
Chot karajwa laage o saiyyan ji
Chot karajwa laage
Aa aa aa aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa aa aa aa aa
Mohe tirchhi nazariya na maaro
Saiyyan ji chot karajwa laage
O saiyyan ji chot karajwa laage.



Movie/album: Door Ki Awaaz
Singers: Asha Bhosle
Song Lyricists: Shakeel Badayuni
Music Composer: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Director: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label: Saregama
Starring: Durga Khote, Pran, Om Prakash, Saira Banu, Joy Mukherjee, Johny Walker
Release on: 10th December, 1964
1. Who is the music director of the song Mohe Tirchhi Nazariya Na Maaro
Ans: Mohe Tirchhi Nazariya Na Maaro song music director is Ravi Shankar Sharma (Ravi)
2. Who is/are the singer/singers of the song Mohe Tirchhi Nazariya Na Maaro
Ans: Mohe Tirchhi Nazariya Na Maaro song singer is Asha Bhosle
3. Who is the Composer of the song Mohe Tirchhi Nazariya Na Maaro
Ans: Mohe Tirchhi Nazariya Na Maaro song composer is Ravi Shankar Sharma (Ravi)
4. Who is the Lyricist of the song Mohe Tirchhi Nazariya Na Maaro
Ans: Mohe Tirchhi Nazariya Na Maaro song lyricist is Shakeel Badayuni
5. What is the movie of the song Mohe Tirchhi Nazariya Na Maaro
Ans: Mohe Tirchhi Nazariya Na Maaro song is from Door Ki Awaaz
6. Who wrote the song Mohe Tirchhi Nazariya Na Maaro
Ans: Mohe Tirchhi Nazariya Na Maaro song is written by Shakeel Badayuni

Find other songs in - Door Ki Awaaz

1
Kya Yun Hi Rooth Ke

Mohammed Rafi

2
Muqaddar Azmana Chahta

Mohammed Rafi

3
Husn Se Chand Bhi

Mohammed Rafi

4
Hathon Mein Hath

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

5
Happy Birthday To You

Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

6
7
Dil Mera Aaj Kho Gaya

Mohammed Rafi