Nazar se karne
Chale mukabala dil ka
Hume bhi dekhna hai
Aaj hosla dil ka
Kahne wale tu bhi kah le
Kahne wale tu bhi kah le
Jo dil ki baat hai
Kahne wale
Kahne wale tu bhi
Kah le jo dil ki baat hai
Kahne wale tu bhi
Kah le jo dil ki baat hai
Qawali ki rat hai qawali ki rat
Qawali ki rat hai qawali ki rat
Tera roop el kali hai
Mera roop bekali hai
Tujhe rang wo mile hai
Mujhe arzu mili hai
Meri arzu ne lekin
Jaha jal ke aah ki hai
Vaji sham badh gayi hai
Vahi raat ho gayi hai
Jaha dil jala hai mera
Vahi roshni hui hai
Hui hai hui hai
Vahi roshni hui hai
Mager ishq shola
Hai sabnam kaha
Mager ishq shola
Hai sabnam kaha
Jo mujh me ada
Hai wo tujh me kaha
Jo mujh me ada
Hai wo tujh me kaha
Jo mujh me ada
Hai wo tujh me kaha
Kahne wale kahne wale
Aa aa aa aa aa
Kahne wale tu bhi
Kah le jo dil ki baat hai
Qawali ki rat hai qawali ki rat
Qawali ki rat hai qawali ki rat
Kahne wale tu bhi
Kah le jo dil ki baat hai
Kahne wale tu bhi
Kah le jo dil ki baat hai
Qawali ki rat hai qawali ki rat
Qawali ki rat hai qawali ki rat
Na kuch ehasas hota hai
Na kuch ehasas karte hai
Mohabbat me jo rote hai
Wo kat bakwas karte hai
Wo kat bakwas karte hai
Juba se uf na nikalegi
Mita kar dekh le hum ko
Yaki tujhko na ho to
Ajama kar dekh le ko
Jamane jakt pe ye taji
Aur juba par nahi laye
Ab tasta teri
Mere dildar se pahele ye
Kaha ye aane wale the
Mere dildar se pahele ye
Kaha ye aane wale the
Duaye de ke tumko
Ronake mahfil bana dala
Duaye de ke tumko
Ronake mahfil bana dala
Ronake mahfil bana dala
Ronake mahfil bana dala
Bhut khub hai tu hum sa kaha
Bhut khub hai tu hum sa kaha
Jo hum me ada hai
Wo tujh me kaha
Jo hum me ada hai
Wo tujh me kaha
Jo hum me ada hai
Wo tujh me kaha
Kahne wale tu bhi
Kah le jo dil ki baat hai
Kahne wale tu bhi
Kah le jo dil ki baat hai
Qawali ki rat hai qawali ki rat
Qawali ki rat hai qawali ki rat
Teri dusmani se bhadkar
Teri dosti ne mara
Teri dusmani se bhadkar
Teri dosti ne mara
Teri dosti jaha
Me deti hai gavara
Teri dusmani se bhadkar
Teri dosti ne mara
Teri bewafaio ko
Mere shok ne nikhara
Teri bewafaio ko
Mere shok ne nikhara
Meri shokhiyo ne lekin
Tere shok ko ubhara
Meri shokhiyo ne lekin
Tere shok ko ubhara
Ubhara ubhara
Tujhe aaina bana kar
Kiya apna hi nazara
Tujhe is khudi ne khoya
Tujhe bekhudi ne mara
Tere naz ko jana
Meri bekhudi se jana
Teri bekhudi ne fir bhi
Mere naz ko na jana
Teri bekhudi ne fir bhi
Mere naz ko na jana
Teri bekhudi
Teri bekhudi
Teri bekhudi ne fir bhi
Mere naz ko na jana
Teri haar se bana hai
Meri jeet ka fasana
Meri jeet ka fasana
Meri jeet ka fasana
Jamane hai koi mujhsa kaha
Jamane hai koi mujhsa kaha
Jo mujh me ada
Hai wo tujh me kya
Jo mujh me ada
Hai wo tujh me kya
Kahne wale kahne wale
Kahne wale tu bhi
Kah le jo dil ki baat hai
Qawali ki rat hai qawali ki rat
Qawali ki rat hai qawali ki rat
Qawali ki rat hai qawali ki rat
Qawali ki rat hai qawali ki rat.
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Mohammed Rafi, Mubarak Begum
Mohammed Rafi, Mubarak Begum
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi