Mujhe baahon
Mebar ke dekh le
Kahi meri jawani
Abhi abhi nahin jaan meri
Kabhi kabhi baat man meri
Abhi abhi nahin jaan meri
Kabhi kabhi baat man meri
Maine bhul se jis dil chu liya
To hogi pani pani
Mujhe baahon mebar ke dekh le
Kahi meri jawani
Aayega vo din kab yaar
Ke jab teri bahe banegi haar
Jitna karegi intzaar o
Pali utna badega pyar
Pyar ka mausam hain
Aur tu gumsum hain
Kabhi tu shola hain
Kabhi tu sabnam hain
Ye moka na khona
Mai tu aur tanhayi
Rahne de furmat mein
Dekhunga teri angdi
Karle pagle manmani
Maine bhul se jis din
Chhu liya tu hogi pani pani
O mujhe baahon mebar ke dekh le
Kahi meri jawani
Maana tu hai hasin magar
Abi tujhme vo baat nahin
Itna bada ye jhuth bala
Main kaise kar loon yakin
Dil jo aa jata hain
Pyar kahlata hain
Bada bedardi hain
Bada tadpata hain
Hosh nahin raha tujhe
Jab se tu huyi hain jawan
Mera dil kahta hain tu hain
Tu hain jaha main hoon vaha
Ho gayi tu to deewani
Mujhe baahon mebar ke dekh le
Kahi meri jawani
Mujhe baahon mebar ke dekh le
Kahi meri jawani
Abhi abhi nahin jaan meri
Kabhi kabhi zara maan meri
Abhi abhi nahin jaan meri
Kabhi kabhi zara maan meri
Maine bhul se jis din chhu
Liya tu hogi pani pani.
Asha Bhosle, Suresh Wadkar
Asha Bhosle
Mohammed Aziz, S. Janaki (Sishta Sreeramamurthy Janaki)