Main to hoon malamal maharani
Rani rani rani rani rani
Main to hoon malamal maharani
Rani rani rani rani rani
Main to hoon malamal maharani
Dhool mein lipti firti thi main
Koyale mein jaisi ni raat
Hawas ka sagar faila tha
Saram ka tha na koi jajira
Neend se ek dum jag uthi main
Narak se us pal bhag uthi main
Sab ko nani yad dila di
Mat puchho kaise
Aa pahuchi nayi duniya mein
Jaha mila mujhe naya jeevan
Ek sikhane wala mujhko bachane wala
Kalam ka jadugar
Main to hoon malamal maharani
Rani rani rani rani rani
Khabro ke akash pe aa
Ek sitara dikhta hai
Jis akhbar mein main likhdu
Wo akhbar hi bikta hai
Koi kahe photo chapwado
Koi kahe mantri banwado
Kayiyo ki takdir banadi
Lekh likhe aise
Ho neta ya abhineta
Sab ko line mein bandha
Chakkar chalane wale
Mukti dilane wale
Aashik mere besumar
Main to hoon malamal maharani
Rani rani rani rani rani
Yaha waha ki ser bhi karli
Dekhi hai duniya sari
Desh videsh me chahne wale
London rome jenewa ki bari
Duniya bhar ke raja seth
Jate mere aage let
Leke pound dollar fren
Aur desi rupaiya
Koi kahe i love you darling
Koi hello my dear
Main kahu na
Na ho itne bekarar
Main to hoon malamal maharani
Rani rani rani rani rani
Main to hoon malamal maharani
Rani rani rani rani rani
Rani rani rani rani rani
Tum to ho malamal
Tum to ho malamal.
Bappi Lahiri, S. Janaki (Sishta Sreeramamurthy Janaki)
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Alisha Chinai
Bappi Lahiri, Mohammed Aziz
Bappi Lahiri, Mohammed Aziz