Keh do keh do dil ki baate
Aisa pal phir ho na ho
Na rahu main na rahe tu
Pal yeh kal phir ho na ho
Mujhe tumse mohabbat hai
Magar main keh nahi sakta
Mujhe tumse mohabbat hai
Magar main keh nahi sakta
Karu to kya karu bole
Bina hi reh nahi sakta
Mujhe tumse mohabbat hai
Magar main keh nahi sakta
Keh do keh do dil ki baate
Aisa pal phir ho na ho
Na rahu main na rahe tu
Pal yeh kal phir ho na ho
Tumhe tanhayi mein sochu to
Dhadkan ruk si jati hai
Tumhare samne aakar
Nazar kyu juk si jati hai
Tumhare dil ki har halat
Hamara dil samajhta hai
Mohabbat karne walo ki
Har mushkil samajhta hai
Yeh har mushkil samajhta hai
Gujarti kya hai chahat mein
Yeh dil kuch keh nahi sakta
Mujhe tumse mohabbat hai
Magar main keh nahi sakta
Karu to kya karu bole
Bina hi reh nahi sakta
Keh do keh do dil ki baate
Aisa pal phir ho na ho
Na rahu main na rahe tu
Pal yeh kal phir ho na ho
Na neend apni na chain apna
Na dil ki koi baat apni
Na hosh apne na jaan apni
Na din apna na raat apni
Ab apni bekarari ka
Main khud hi hu tamasha
Na bolu to juba chalti hai
Bolu to hai ruswayi
Ke bolu to hai ruswayi
Hai aisa dard iss dil mein
Jise ab seh nahi sakta
Mujhe tumse mohabbat hai
Magar main keh nahi sakta
Karu to kya karu bole
Bina hi reh nahi sakta
Keh do keh do dil ki baate
Aisa pal phir ho na ho
Na rahu main na rahe tu
Pal yeh kal phir ho na ho.
Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Alisha Chinai, Kumar Sanu
Alisha Chinai, Kumar Sanu