Rup ka bada garur tha mujhko
Rang ka bada guman
Iski rup ke karan pad gayi
Muskil mein meri jan
Mujhe rup ne kahi ka na choda
Aise galiyo mein lake choda
Ke ghunghru bandh liye
Maine ye ghunghru bandh liye
Bujh gaye suraj chand sitare
Rah gaye mere sath andhere
Husn ki galiya jannat meri
Ghunghru aaj naseeb hain mere
Kaha jana tha main kaha chali aayi
Aisi kismat ne thokar lagayi
Maine yeh ghunghru bandh liye
Maine yeh ghunghru bandh liye
Maine yeh ghunghru bandh liye
Mujhe rup ne kahi ka na choda
Aise galiyo mein lake choda
Ke ghunghru bandh liye
Maine ye ghunghru bandh liye
Maine ye ghunghru bandh liye.
Asha Bhosle
Chandrani Mukherjee, Mohammed Aziz
S. Janaki (Sishta Sreeramamurthy Janaki)
Roopmati, Yusuf Azad