Bado ka raaz to sadiyo se hai jamane me
Kabhi hua nahi dunia me raz choto ka
Agar hame bhi mile ikhtiyar aye logo
To hum dikhaye tumhe kam kaz choto ka
Mulk me bacho ki agar sarkar ho
Mulk me bacho ki agar sarkar ho
Zindagi ek jashan ek tyohar ho
Mulk me bacho ki agar sarkar ho
Zindagi ek jashan ek tyohar ho
Mulk me bacho ki agar sarkar ho
Hukm de hukm de aise calendar ke liye
Hukm de hukm de aise calendar ke liye
Jisme do din bad ek itwar ho
Mulk me bacho ki agar sarkar ho
Zindagi ek jashan ek tyohar ho
Mulk me bacho ki agar sarkar ho
Sabko de school jaisa uniform
Sabko de school jaisa uniform
Ek si har pent har salwar ho
Hostel tamir ho sabke liye
Koi bhi insan na beghar bar ho
Rashtar basha hum isharo ko banaye
Rashtar basha hum isharo ko banaye
Dakhan utar me na fir takrar ho
Mulk me bacho ki agar sarkar ho
Zindagi ek jashan ek tyohar ho
Mulk me bacho ki agar sarkar ho
Hum ministar ho to wo sistem bane
Hum ministar ho to wo sistem bane
Jisme muflish ho na sahukar ho
Komi daulat se khazane ho bhare
Khud hi lele jisko jo darkar ho
Eed diwali sabhi mil kar banaye
Eed diwali sabhi mil kar banaye
Aadmi ko aadmi se pyar ho
Mulk me bacho ki agar sarkar ho
Zindagi ek jashan ek tyohar ho
Mulk me bacho ki agar sarkar ho.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi