Pee ke aur pyas badhi
Sare tan mein aag lagi haye
Aur na pilao mujhe pagal na banao
Meri aanhko se aankhe na milao
Aur na pilao mujhe pagal na banao
Ek to nashe mein chur hota hai sabab
Uspe hai gajab tumhari aankhi ki sarab
Ek to nashe mein chur hota hai sabab
Uspe hai gajab tumhari aankhi ki sarab
Honme lagi dil ki tamnnaye benakab
Mitha mitha dard utha haye
Tikha tikha teer chubha haye
Aur na pilao mujhe pagal na banao
Meri aanhko se aankhe na milao
Aur na pilao mujhe pagal na banao
Dagmaga chale hai kadam mujhko sambhalo
Mere samne se ab ye jaam uthalo
Dagmaga chale hai kadam mujhko sambhalo
Mere samne se ab ye jaam uthalo
Thodi der ke liye baho mein chupalo
Pike or pyas badhi haye
Sare tan mein aag lagi haye
Aur na pilao mujhe pagal na banao
Meri aanhko se aankhe na milao
Aur na pilao mujhe pagal na banao
Dard ki awaz dabayi na jayegi
Dil ki jalan aise mitayi na jayegi
Dard ki awaz dabayi na jayegi
Dil ki jalan aise mitayi na jayegi
Aag se to aag buhjayi na jayegi
Mitha mitha dard utha haye
Tikha tikha teer chubha haye
Aur na pilao mujhe pagal na banao
Meri aanhko se aankhe na milao
Aur na pilao mujhe pagal na banao
Aur na pilao mujhe pagal na banao
Aur na pilao mujhe pagal na banao.
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar