Dari re dari diri
Dar hai kal itwar
Ho munna jayega bazaar
Dari re dari diri
Dar hai kal itwar
Ho munna jayega bazaar
Do paise ki dulhan lega
Chhe paise ka haar
Dari re dari diri
Dar hai kal itwar
Ho munna jayega bazaar
Do paise ki dulhan lega
Chhe paise ka haar
Dari re dari diri
Dar hai kal itwar
Ho munna jayega bazaar
Dulha chhota chhota sa
Dulhan moti moti si
Dulha chhota chhota sa
Dulhan moti moti si
Miya halke fulke se
Begam double roti si
Somvar ko jo soye
To jage shukarwar
Dari re dari diri
Dar hai kal itwar
Ho munna jayega bazaar
Dari re dari diri
Dar hai kal itwar
Ho munna jayega bazaar
Halwa pura aath sher
Aur sath puriya khaye
Halwa pura aath sher
Aur sath puriya khaye
Fir bhi dulhan
Sharam ke mare
Bhukhi hi rah jaye
Assi gaj ki bechari
Ko tang pade salwar
Dari re dari diri
Dar hai kal itwar
Ho munna jayega bazaar
Dari re dari diri
Dar hai kal itwar
Ho munna jayega bazaar
Pyar jo aaye munne par to
Usko god me lele
Pyar jo aaye munne par to
Usko god me lele
Gaaye chhota sa balama
Mere anngana billi khele
Nache jhume mukhda chume
Munne ka so bar
Dari re dari diri
Dar hai kal itwar
Ho munna jayega bazaar
Do paise ki dulhan
Lega chhe paise ka haar
Dari re dari diri
Dar hai kal itwar
Ho munna jayega bazaar.
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Kishore Kumar