Munne Ki Amma - Dosti Dushmani lyrics | Dosti Dushmani - Munne Ki Amma lyrics

Munne Ki Amma is a hindi song from the 1986 movie Dosti Dushmani. Munne Ki Amma singers are Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz. Munne Ki Amma composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Munne Ki Amma lyricist or song writer is Anand Bakshi. Munne Ki Amma music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Munne Ki Amma features Jeetendra, Rajnikanth, Rishi Kapoor, Kimi Katkar, Poonam Dhillon, Banupriya. Munne Ki Amma director is and the producer is . The audio of Munne Ki Amma song was released on 14th November, 1986 by T-Series. Munne Ki Amma YouTube video song can be watched above.


Tere mere prem pyar ke
Beet gaye haye rabba
Tere mere prem pyar ke
Beet gaye haye rabba
Tu munne ki amma ban gayi
Main munne ka abba abba
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba


Ab kya ho sakta hain
Jo hona tha ho gaya haye rabba
Ab kya ho sakta hain
Jo hona tha ho gaya haye rabba
Main munne ki amma ban gayi
Tu munne ka appa papa
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba


Is betab mohabbat ki
Barbadi na karte
Is betab mohabbat ki
Barbadi na karte
Hota ye malum agar
To hoon msadi na karte
Itni jaldi chhed chhad ke
Itni jaldi chhed chhad ke
Beet gaye din haye rabba
Main munne ki amma ban gayi
Tu munne ka appa appa
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba.


Pahli bhul hain maf
Agar dusri bhul nahin akrna
Pahli bhul hain maf
Agar dusri bhul nahin akrna
Jisne aisi bhul na ki
Kya uska jina kya marna
Ik duje pe etbar ke
Ik duje pe etbar ke
Beet gaye din haye rabba
Tu munne ki amma ban gayi
Main munne ka abba abba
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba


Achha to ab main chalta hoon
Are re re thehro kaha chal diye
Achha to ab main chalta hoon
Ab mujhe kya kam tumhe
Achha to ab main chalta hoon
Ab mujhe kya kam tumhe
Thahro thahro abhi to rakhna hain
Mere lal ka naam tumhe
Phool khil gaye par bahar ke
Phool khil gaye par bahar ke
Beet gaye din haye rabba
Main munne ki amma ban gayi
Tu munne ka appa appa
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba


Beet gaye din haye rabba
Ab kya ho sakta hain
Jo hona tha ho gaya haye rabba
Tu munne ki amma ban gayi
Tu munne ka appa papa
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba
O rabba haye rabba.



Movie/album: Dosti Dushmani
Singers: Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: T-Series
Starring: Jeetendra, Rajnikanth, Rishi Kapoor, Kimi Katkar, Poonam Dhillon, Banupriya
Release on: 14th November, 1986
1. Who is the music director of the song Munne Ki Amma
Ans: Munne Ki Amma song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Munne Ki Amma
Ans: Munne Ki Amma song singers are Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz
3. Who is the Composer of the song Munne Ki Amma
Ans: Munne Ki Amma song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Munne Ki Amma
Ans: Munne Ki Amma song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Munne Ki Amma
Ans: Munne Ki Amma song is from Dosti Dushmani
6. Who wrote the song Munne Ki Amma
Ans: Munne Ki Amma song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Dosti Dushmani

1
Yaaro Hum Ko Dekh

Mohammed Aziz, Shailendra Singh, Suresh Wadkar

2
Saath Baras Ka Dulha

Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz, Shailendra Singh

3
Jhatke Pe Jhatke

Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz

4
Ithlaye Kamar Band Kamre Mein

S. Janaki (Sishta Sreeramamurthy Janaki), S. P. Balasubrahmanyam