Ek panna ek kalam sa jeena
Likha mita ke phir likhna hai
Itna utna kya kitna hai
Sach hai ya mrig trishna hai
4 crore se zyada sapne
Aur ek neend ka dibba
Mere martbaan mein
Meri marzi ka murabba
Tere andar mera ghar hai
Ya mujhme teri basti hai
Itna sach bata de zindagi tu
Rishte mein meri kya lagti hai
Mujhko main achhi lagit hun
Tujhko tu kaisi lagti hai
Zindagi zindagi
Is doori se door safar hai
Agle chok pe hi to ghar hai
Ek pyali mein rkha hai dhak ke
Kitna namak kitni shakkar hai
Mere naap mile na lamha
Waqt yeh kaisa darzi hai
Kis fite se nape tu
Kaun sahi kiski galti hai
Hai bandi zameen se ek udaan
Tujeh aasma upar hai
Hai zindagi hai zindagi.
Nandini Srikar
Hariharan
Aarti Shenai, Rohan Utpat