Tumhare ishq ke
Andaz se waqif hai hum
Lekin hamare husn katil ki bhi hai
Soharat zamane mein
Tumhare samne hum hai
Hamare samne tum ho
Zara dekhe to kitna zor hai
Kiske nishane mein
Mushkil hai mushkil bachana
Mera tire nazar ka nishana
Mushkil hai mushkil bachana
Mera tire nazar ka nishana
Dekhega sara zamana
Mera tire nazar ka nishana
Mera tire nazar ka nishana
Jawa jisam bijli khuli zulf sawan
Jawa jisam bijli khuli zulf sawan
Sambhalna na das le jawani ki nagan
Rat dhalne do dor chalne do
Rat dhalne do dor chalne do
Meri nashili ado ka mosam
Kar dega diwana, ye hai ye hai
Ye hai tire nazar ka nishana
Arey mushkil hai mushkil bachana
Mera tire nazar ka nishana
Ye hai tire nazar ka nishana
Nigaho se maru adao se maru
Nigaho se maru adao se maru
Wafao se maru jafao se maru
Jane mehfil ho husne katil ho
Jane mehfil ho husne katil ho
Aasan nahi aaj jalvo se mere
Jaan bachakar jana, ye hai ye hai
Ye hai tire nazar ka nishana
Mushkil hai mushkil bachana
Mera tire nazar ka nishana
Ye hai tire nazar ka nishana
Akele ho tum bhi akele hai hum bhi
Isi rat ki aarzu thi hamesha
Mulakat ka aaj moka mila hai
Tumhari hume zustzu thi hamesha
Tumhe kya yaad hoga purani
Yaad hoon main, inhi diwaro
Dar mein ghuti fariyad hoon main
Ghuti fariyad hoon main
Jise luta hai tumne
Vahi barbad hoon main
Vahi barbad hoon main
Yaha kyu aayi hoon main
Irada jan jao
Sitam ki umar kam hai
Sitamgar jan jao
Sitamgar jan jao
Tumhari mot hoon main
Mujhe pehchan jao
Tumhari mot hoon main
Mujhe pehchan jao
Mujhe pehchan jao.
Sadhana Sargam
Asha Bhosle, Mohammed Aziz
Anuradha Paudwal