Ye duniya unke liye hain
Harek rang mein jo jite hain
Ye duniya unke liye hain
Harek rang mein jo jite hain
Ye duniya char din ki
Yaro zindagi hain pyaro
Kyo na khushi se guzarte
Nfarat se bhala kya hoga
Hey char din ki yaro
Zindagi hain pyaro
Kyo na khushi se guzarte
Nfarat se bhala kya hoga
Aapas mein miljul ke dukh sukh
Bante hi chalna hain hume
Ye duniya unke liye hain
Harek rang mein jo
Jite hain ye duniya
Ye kadam kahi ruke
Na sar kahi jhuke na
Dil wale is shan se zinda
Rahte hain is jahan mein arey
Ye kadam kahi ruke
Na sar kahi jhuke na
Dil wale is shan se
Zinda rahte hain
Is jahan mein duniya
Mein hai mard wahi
Jiski thokar mein zamana hain
Ye duniya unke liye hain
Harek rang mein jo
Jite hain ye duniya
Yaar hum hain jani
Patthar ko kar de pani
Aag se khelte hain hum
Darte hum nahi mot se bhi
Hey yaar hum hain jani
Patthar ko kar de pani
Aag se khelte hain hum
Darte hum nahi mot se bhi
Jo bhi hona hain uska
Anjaam khuda jane
Arey jo bhi hona hain
Uska anjaam khuda jane
Ye duniya unke liye hain
Har ek rang mein jo jite hain.
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Shabbir Kumar