Naazon ke pale
Naazon ke pale kaanton pe chale
Aisa bhi jaha mein hota hai
Taqadir ke zalim hatho se
Dil khun ke aansu rota hai
Naazon ke pale
Naazon ke pale kaanton pe chale
Aisa bhi jaha mein hota hai
Taqadir ke zalim hatho se
Dil khun ke aansu rota hai
Naazon ke pale
Neet jin mein chirag rahta tha
Khak udati hai un haivano me
Makamal pe na rakh te the jo kadam
Phirte hai vo registano me
Naazon ke pale
Chalne ka sahara koi nahi
Rukne ka thikana koi nahi
Is hal me kam aane vala
Apna begana koi nahi
Naazon ke pale
Dunia me kisi ko bhi apni
Kismat ka likha malum nahi
Saman hai lakho barso ke
Par kal ka pata malum nahi
Naazon ke pale
Naazon ke pale kaanton pe chale
Aisa bhi jaha mein hota hai
Taqadir ke zalim hatho se
Dil khun ke aansu rota hai.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Shamshad Begum
Asha Bhosle
Mohammed Aziz
Lata Mangeshkar, Mohammed Aziz
Asha Bhosle
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Kishore Kumar