Kaha jaata hai bujdil surat chupa ke
Utar niche dikha chahera utha ke sahera
Nahi mai wo
Nahi mai wo jo sah jau teri bedar ro ro kar

Tujhe badnam
Tujhe badnam kar dalungi mai badnam khud hokar

Gaye wo din ke aurat mard ki jagir hoti thi

Kisi deewar par latki hui taswir hoti thi
Koi samjha khilona to
Koi samjha khilona to koi samjha ise noukar
Tujhe badnam
Tujhe badnam kar dalungi mai badnam khud hokar
Nahi mai wo
Meri aankho ko jaalim aansuo se bhar diya tune

Mera aanchal laga kar daag maila kar diya tune
Ise le jaa ise le aa ise le jaa ise le aa
Tu apne khoon se dho kar
Tujhe badnam
Tujhe badnam kar dalungi mai badnam khud hokar
Nahi mai wo jo sah jau teri bedar ro ro kar
Tujhe badnam kar dalungi mai badnam khud hokar
Nahi mai wo
Nahi mai wo
Nahi mai wo.
Amit Kumar, Anand Bakshi
Abhijeet Bhattacharya, Asha Bhosle
Asha Bhosle, Shailendra Singh
Amit Kumar