Naino me sapne samaye the
Jiske wo hi raat hai
Naino me sapne samaye the
Jiske wo hi raat hai
Naino me sapne samaye the
Jiske wo hi raat hai
O do dil milenge ye unke
Milan ki shuruaat hai
Naino me sapne samaye the
Jiske wo hi rat hai
Bolo na bolo kyu pareshan ho
Tu sath mere mai sath tere
Phir kyu pareshan ho
Tu sath mere mai sath tere
Phir kyu pareshan ho
Gham ki kahani ye ye zindagani
Gham ki kahani ye ye zindagani
Pal bhar ki khushiya na khona
Khushiyo me khone ko dil aaj
Jane kyu betab hai
Khushiyo me khone ko dil aaj
Jane kyu betab hai
O do dil milenge ye unke
Milan ki shuruaat hai
Naino me sapne samaye the
Jiske wo hi raat hai
Socho na sajna sakar
Hoga dono ka sapna suhana
Socho na sajna sakar
Hoga dono ka sapna suhana
Sanso ki sargam sur me rahegi
Sanso ki sargam sur me rahegi
Jivan banega trana
Sunke to dekho tum dhadkan ki
Dhun pe yahi rag hai
Sunke to dekho tum dhadkan ki
Dhun pe yahi rag hai
O do dil milenge ye unke
Milan ki shuruaat hai
Naino me sapne samaye
The jiske wo hi raat hai
Naino se naina mila ke
To dekho inme hai tasvir teri
Naino se naina mila ke
To dekho inme hai tasvir teri
Jab jab mai dekhu naino me tere
Jab jab mai dekhu naino me tere
Nazar aaye takdir meri
Kismat ne humko milaya
Zanam bhar ka ye sath hai
Oo kismat ne humko milaya
Zanam bhar ka ye sath hai
O do dil milenge ye
Unke milan ki shuruaat hai
Naino me sapne samaye
The jiske wo hi raat hai
O do dil milenge ye
Unke milan ki shuruaat hai
Naino me sapne samaye
The jiske wo hi raat hai.
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Sushree Sangeeta
Kishore Kumar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi