Nakhre wali nakhre wali hamari dulhaniya
Nakhre wali hamari dulhaniya hai
Hum pakaye or khaye wo
Jab jagaye so jaye wo
Hame wo sataye hum bulaye wo na aaye
Haye haye haye haye
Dekho kaisi ye nyari dulhaniya hai
Nakhre wali hamari dulhaniya hai
Are dhup chade tak sokar jage
Din bhar wo sustaye
Leti leti khatiya thode baithi baithi khaye
Hamri patni hokar bhi wo
Hamri patni hokar bhi wo
Hmpe hukam chalaye
Haye haye haye haye
Aisi afat aisi afat
Aisi afat ki mari dulhaniya hai
Nakhre wali hamari dulhaniya hai
Aisa byah rachaya hamne din me dekhe tare
Ghar me joru hote bhi bhatke dware dware
Sasuri ko jo dat pilaye
Sasuri ko jo dat pilaye
To sala aakar mare
Do dhari do dhari do dhari katari dulahniya hai
Nakhre wali hamari dulhaniya hai
Bhul ke apna kurta dhoti missi kajal laye
Pan gilori kha nahi paye sadi use dilaye
Sone se pahle do ghante
Sone se pahle do ghante
Are sone se pahle do ghante
Uske pair dabaye
Nar jaisi nar jaisi nar jaisi
Ye nari dulhaniya hai
Nakhre wali nakhre wali hamari dulhaniya
Nakhre wali hamari dulhaniya hai
Hum pakaye or khaye wo
Jab jagaye so jaye wo
Hame wo sataye hum bulaye wo na aaye
Haye haye haye haye
Dekho kaisi ye nyari dulhaniya hai
Nakhre wali hamari dulhaniya hai.
Asha Bhosle, Shabbir Kumar
Asha Bhosle
Rajeshwari Datta
Asha Bhosle
Alka Yagnik