O meri gali ke ladke
O meri gali ke ladke
O meri gali ke ladke
Tu na rahna jhuthi shan me
Aa samne maidan me, aa samne maidan me
Dekhe ham teri ke kitne dau hai teri jan me
Aa samne maidan me, aa samne maidan me
Ho meri gali ki ladki
Ho meri gali ki ladki
Tu na rahna jhuthi shan me
Aa samne maidan me, aa samne maidan me
Dekhe hum bhi dekhe kitna dam hai teri jan me
Aa samne maidan me, aa samne maidan me
Jha tu chup kar pardo se
Khel na kar hum mardo se
Tu itni taklif na kar
Khud apni tarif na kar
Ye gudiyo ka khel nahi
Tera mera mel nahi
Aise lahko tare
Are aise lahko tare
Bas ek chanda aasman me
Aa samne maidan me
Jo chahe wo sart laga har gaya to dega kya
Jeet gaya to kya hoga soch jara or kar tauba
Bato se na kam chala jo kaheta wo kah ke dikha
Acha dekh tamasha
Are acha dekh tamasha
Jo na dekha is jahan me
Aa samne maidan me, aa samne maidan me
Hamse jo takreyega tut ke wo rahe jayega
Kyu itna itrata hai akhira mara jata
Ab ye gussa jane de hatja hawa ko aane de
Ye chota sa tinka
Are ye chota sa tinka
Bahe jayega tufan me
Aa samne maidan me, aa samne maidan me
Dehke ham bhi dekhe kitana dum hai teri jaan me
Aa samne maidan me, aa samne maidan me
O meri gali ke ladke
O meri gali ke ladke
Tu na rahena jhuthi shan me
Aa samne maidan me.
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Kishore Kumar