Palkein na bheegona
Na udaas hona
Tujhko hai kasam meri
Ab kabhi na rona
Palkein na bheegona
Na udaas hona
Tujhko hai kasam meri
Ab kabhi na rona
Tune muskaan di
Sab ko pehchaan di
Sabpe waar di zindagi
Dukh sabka liya di hai
Sab ko khushi
Koi sikva kiya na kabhi
Suraj chanda
Zameen aasman
Koi tujhsa nahin hai yahan
Nani maa nani maa
Nani maa nani maa
O nani maa
Palkein na bheegona
Na udaas hona
Tujhko hai kasam meri
Ab kabhi na rona
Meri maa bhi bulaye
Tujhe keh ke maa
Tera darja hai rab
Se bhi uncha yahan
Meri maa bhi bulaye
Tujhe keh ke maa
Tera darja hai rab
Se bhi uncha yahan
Tere aanchal mein
Dhoop hai saaya
Tune hi jeena
Sab ko sikhaya
Sabpe lutati hai jaan
Nani maa nani maa
Nani maa nani maa
O nani maa
Chot khati rahi
Zakhm seehti rahi
Tu toh auron ki
Khatir hi jeeti rahi
Chot khati rahi
Zakhm seehti rahi
Tu toh auron ki
Khatir hi jeeti rahi
Tune khud ko na pechana
Maul tera tune na jaana
Tere dum se dono jahan
Naani maa naani maa
Naani maa naani maa
O naani maa
Nani maa o naani maa
Palkein na bheegona
Na udaas hona
Tujhko hai kasam meri
Ab kabhi na rona.
Harshit Saxena, Shreya Ghoshal
Darshan Rathod, Shreya Ghoshal
Shreya Ghoshal