Narayan ki isi murti se hoga
Dharti ka udhar
Dasho disha mein gunj uthegi
Govinda ki madhur pukar
Govinda ki madhur pukar
Govinda jai govinda
Govinda jai govinda
Shri devi chrjir puri mein
Var lakshmi dengi vardan
Hoga dharti ka kalyan
Govinda jai govinda
Govinda jai govinda
Mangha pur mein mangal dayini
Padmavati se abhyam milega
Dur hategi ghta dukho ki
Jag mangl ka suman khilega
Govinda jai govinda
Govinda jai govinda
Puny murti vatula ko kitna
Pawn prabhu se man mila
Vasul mal bankar lahrati
Parm bhagti ka phul khila
Govinda jai govinda
Balaji ka darsan pakar
Punyvan honge sansari
Jayegi jag ki andhyari
Govinda jai govinda
Patito ko pawn kar dete
Jivan me dete sanman
Danv ko manv ka jivan
Dete balaji bhagwan
Sutrbhat darshn var pake
Dhany hogya ye bala
Yug yug tak ab iske kul ka
Hai balaji rakhwala
Ye hai tirupati dash
Yahi hai ish dharti ka savrag nirala
Balaji bhagwan yahi par
Denge jivan ka ujyala.