Hey uljhana humse nahin hain aasan
Jo tu hain shola to hum hain tufan
Hey nasha husn ka utar jayega
Chhakke tere chhuda denge
Kiya karengi yaad umar bhar
Aisa sabak sikha denge
Uljhana humse nahin hain aasan
Uljhana humse nahin hain aasan
Jo tu hain shola to hum hain tufan
Hey nasha husn ka utar jayega
Chhakke tere chhuda denge
Kiya karengi yaad umar bhar
Aisa sabak sikha denge
He dikha dikha ke husn ke jalwe
Usne hamara hosh udaya
Ajab to ye hain gajab to ye hain
Arey dil ye hamara usi pe aaya
Uthaye sar pe mot ka sama
Uthaye sar pe mot ka sama
Kiya tha dil se wafa ka arma
Hey nasha husn ka utar jayega
Chhakke tere chhuda denge
Kiya karengi yaad umar bhar
Aisa sabak sikha denge
Hey kisi ko dil tum kabhi to dogi
Arey diye bina dil nahin gujara
Duvaye tumko diya karenge
Humi ko de do ye dil khudara
Nazar na phero meri jane jaa
Nazar na phero meri jane jaa
Kisi ke dil par karo koi ehsa
Hey nasha husn ka utar jayega
Chhakke tere chhuda denge
Kiya karengi yaad umar bhar
Aisa sabak sikha denge
Yuhi kisi ko main kya milungi
Naye zamane ki main hoon laila
Meri bhi chhuti jo kar sakega
Wahi banega mera to chhaila
Mard banke jo mar le maida
Mard banke jo mar le maida
Husn karta hain usika arma
Hey nasha husn ka utar jayega
Chhakke tere chhuda denge
Kiya karenga yaad umar bhar
Aisa sabak sikha denge
Uljhana humse nahin hain aasan
Uljhana humse nahin hain aasan
Jo tu hain shola to hum hai tufan
Hey nasha husn ka utar jayega
Chhakke tere chhuda denge
Kiya karenga yaad umar bhar
Aisa sabak sikha denge.
Asha Bhosle
Asha Bhosle, S. P. Balasubrahmanyam
Asha Bhosle