Nazro ko takrane de
Dil se dil mil jaane de
Nazro ko takrane de
Dil se dil mil jaane de
Zulfein hata ke saagar uthake
Masti mein peene de
Nazro ko takrane de
Dil se dil mil jaane de
Sun le yaar ho jab aankhein chaar
To samjo mohabbat huyi
Sab kuchh bhul ke bas ye samaj lena
Manzil hai teri yahin
Sun le yaar ho jab aankhein chaar
To samjo mohabbat huyi
Sab kuchh bhul ke bas ye samaj lena
Manzil hai teri yahin
Jalwa dikha ke khud ko banake
Masti mein gaane de
Nazro ko takrane de
Dil se dil mil jaane de
Hey nazro ko takrane de
Dil se dil mil jaane de
Ulfat ka hai naam jawaani
Ye duniya deewani huyi
Shamma parwane ki kahani
To teri kahaani huyi
Ulfat ka hai naam jawaani
Ye duniya deewani huyi
Shamma parwane ki kahani
To teri kahaani huyi
Haske hasake gham ko bhulake
Masti mein rehne de
Nazro ko takrane de
Dil se dil mil jaane de
Are re nazro ko takrane de
Dil se dil mil jaane de
Zulfein hata ke saagar uthake
Masti mein peene de
Nazro ko takrane de
Dil se dil mil jaane de.
Krishna Chandra De (K. C. Dey)
Arun Kumar, Sitara Devi
Krishna Chandra De (K. C. Dey)
Kavita Krishnamurthy
Sadhana Sargam