Hmm hmm hmm hmm
Nigaahon ko jab aa gaya muskurana
Nigaahon ko jab aa gaya muskurana
Mujhe dekhtaa reh gaya ik zamaana
Nigaahon ko jab aa gaya muskurana
Hai panchhi mere geet gaane lage
Hai panchhi mere geet gaane lage
Naye dhang se chahchaaane lage
Naye dang se chahchaane lage
Meri zindagi hai subah ka taraana
Nigaahon ko
Nigaahon ko jab aa gaya muskurana
Mujhe dekhtaa reh gaya ik zamaana
Nigaahon ko jab aa gaya muskurana
Iraadon ka imaan phailaa jawaani
Iraadon ka imaan phailaa jawaani
Na duniya ki baaten mere dil ne maani
Na duniya ki baaten mere dil ne maani
Kiyaa hai wohi mere dil ne jo thhaana
Dil ne jo thhaana nigaahon ko
Nigaahon ko jab aa gaya muskurana
Mujhe dekhtaa reh gaya ik zamaana
Nigaahon ko jab aa gaya muskurana
Main bijli si ban kar machal ke rahoongi
Main bijli si ban kar machal ke rahoongi
Zamaane ki rasmen badal ke rahoongi
Zamaane ki rasmen badal ke rahoongi
Ishaaron se mere chalegaa zamaana
Nigaahon ko
Nigaahon ko jab aa gaya muskurana
Mujhe dekhtaa reh gaya ik zamaana
Nigaahon ko jab aa gaya muskurana.
Meenal Jain
Asha Bhosle, Talat Mahmood
Asha Bhosle