Oye oye oye oye
Oye oye oye oye
O dushmana o dushmana
O dushmana o dushmana
Badi khoobsurat
Suhani ghadi hai
O dushmana o dushmana
Badi khoobsurat
Suhani ghadi hai
O dushmana o dushmana
Mohabbat ke aage
Jawani khadi hai
Bharle mujhe aagosh mein
Aise mein kuch soch na
O dushmana o dushmana
Badi khoobsurat
Suhani ghadi hai
O dushmana o dushmana
Mohabbat ke aage
Jawani khadi hai
Bharle mujhe aagosh mein
Aise mein kuch soch na
Oye abla nari oye chanchal bala
Main hoon baalak bhola bhala
Aur poojari da putar hoon
Main panditji ka sala
Aur aap hai hasti ala
Aur mein dushmana
Oye na na na oye
Jaagoon aur jagaun
Aaj tujhko raat bhar
Tum ho bekarari
Koi aisi baat kar
Jaagoon aur jagaun
Aaj tujhko raat bhar
Tum ho bekarari
Koi aisi baat kar
Tanhayi mein dhadke jiya
Koi nahin ghar me piya
Aa narm baahon mein aa
O dushmana o dushmana
Badi khoobsorat suhani ghadi hai
O dushmana o dushmana
Mohabbat ke aage jawani khadi hai
Bharle mujhe aagosh mein
Aise mein kuch soch na
Sun oye nari
Oye oye oye oye
Sun oye devi
Oye oye oye oye
Achcha to le koi meri taraf se
Bharat ki nari hai aap
Sab se sushil aur sundar
Oye nahin hona
Hai mujhko andar
Mere sine ka baal toot
Raha hai choot raha hai
Kuch choot raha hai
Stop you stop you
Stop stop stop stop
No dushmana
Parde sab gire hai
Bandh sari khidkiyan
Thodi der karle aise
Main tu mastiya
Parde sab gire hai
Bandh sari khidkiyan
Thodi der karle aise
Main tu mastiya
Betabiyan mein josh mein
Kaise rahon mein hosh mein
Ab rok na meri jaan
O dushmana o dushmana
Badi khoobsorat
Suhani ghadi hai
O dushmana o dushmana
Mohabbat ke aage
Jawani khadi hai
Bharle mujhe aagosh mein
Aise mein kuch soch na
Aise mein kuch soch na
Aise mein kuch soch na
Aise mein kuch soch na.
Abhijeet Bhattacharya, Babul Supriyo
Sneha Pant, Udit Narayan
Shankar Mahadevan, Sneha Pant, Udit Narayan
Shankar Mahadevan, Sonu Nigam
Gayatri Ganjawala, Krishnakumar Kunnath (K.K), Shankar Mahadevan