Chhoti umar hai meri lambi kahaniya
Jhukati nigahe meri uthati javaniya
O rabba too hi bacha,
O rabba too hi bacha
Chhoti umar hai meri lambi kahaniya
Jhukati nigahe meri uthati javaniya
O rabba too hi bacha,
O rabba too hi bacha
Naa main shabab janu he
Naa main sharab janu
Chhaya hai phir bhi nasha,
O rabba too hi bacha
O rabba too hi bacha
Gore galo pe julfo wali hoon main
Thodi si gori thodi kali hoon main
Gore galo pe julfo wali hoon main
Thodi si gori thodi kali hoon main
Bhanvare aa jaye pake khushbu meri
Khilati chameli jaisi dali hoon main
Khilati chameli jaisi dali hoon main
Naa main shabab janu he
Naa main sharab janu
Chhaya hai phir bhi nasha,
O rabba too hi bacha
O rabba too hi bacha
Saki bina hi duniya ghum leti hoon
Apni tarang me hi jhum leti hoon
Saki bina hi duniya ghum leti hoon
Apni tarang me hi jhum leti hoon
Sabse chhupa ke tanhayi mein toh ji
Shishe me khud ko hi chum leti hu
Naa main shabab janu he
Naa main sharab janu
Chhaya hai phir bhi nasha,
O rabba too hi bacha
O rabba too hi bacha
O rabba mai ki karan
Chhoti umar hai meri lambi kahaniya
Jhukati nigahe meri uthati javaniya
O rabba too hi bacha,
O rabba too hi bacha.
Udit Narayan
Nusrat Fateh Ali Khan
Nusrat Fateh Ali Khan, Udit Narayan
Alka Yagnik
Udit Narayan