Jai ho baba bhole nath
Bam bhole nath
He
O bhole kya bole
O bhole kya bole
Ik tara jogi aaya
Unche parwat ka
Banjara jogi aaya
O bhole kya bole
Ik tara jogi aaya
Unche parwat ka
Banjara jogi aaya
Are apni jeb paraya mal
Jeevan kya jhuthi maya ka jal
Jhutha ye jag sara
O bhole kya bole
Ik tara jogi aaya
Unche parwat ka
Banjara jogi aaya
Teri kismat nyari hai
Are teri kismat nyari hai
Tu sajan ki pyari hai
Chup kar dono milte ho
Dushman duniya sari hai
Tera pritam hai pardesh
Aayega wo badal kar bhesh
Le sandesh hamara
O bhole kya bole
Ik tara jogi aaya
Unche parwat ka
Banjara jogi aaya
Rashta dekha kitne sal
Kab aayega mera lal
Maine baki sab dekha
Duniya dekhi rab dekha
Maine baki sab dekha
Duniya dekhi rab dekha
Maa kya hai mamta kya hai
Ye to maine ab dekha
O maa tumko jab dekha
Mit jayegi teri pyas
Aa jayega tera pas
Tera rajdulara
O bhole kya bole
Ik tara jogi aaya
Unche parwat ka
Banjara jogi aaya
Mera bhi tu dekhle hath
Kuch balta aage ki bat
Ghode haathi aayenge
Ghode haathi aayenge
Sab barati aayenge
Doli bharke is ghar ki
Daulat wo le jayenge
Aane wale hai mehman
Hoga tum sabka kalyan
Ye wardan hamara
O bhole kya bole
Ik tara jogi aaya
Unche parwat ka
Banjara jogi aaya
Are apni jeb paraya mal
Jeevan kya jhoothi maya ka jal
Jhootha ye jag sara
O bhole kya bole
Ik tara jogi aaya
Unche parwat ka
Banjara jogi aaya.
Asha Bhosle, Kishore Kumar
N/A