Pas nahi aana dur nahi jana
Pas nahi aana dur nahi jana
Tum ko saugandh hai ke aaj mohabbat band hai
Pas nahi aana dur nahi jana
Tum ko saugandh hai ke aaj mohabbat band hai
Pehle tu aag bhadakati hai, phir dil ki pyaas bujhati hai
Pehle tu aag bhadakati hai, phir dil ki pyaas bujhati hai
Teri yehi ada to mujh ko pasand hai
Achchha han han magar aaj mohabbat band hai
Pas nahi aana dur nahi jana
Tum ko saugandh hai ke aaj mohabbat band hai
Kitna kitna maza hai aise jeene me
Dhak dhak bhi hoti nahi seene me
Kitna kitna maza hai aise jeene me
Dhak dhak bhi hoti nahi seene me
Koi bechaini nahi kitna anand hai, ke aaj mohabbat band hai
Pas nahi aana dur nahi jana
Tum ko saugandh hai ke aaj mohabbat band hai
Mat chhed apne deewane ko, rahne de tu is bahane ko
Mat chhed apne deewane ko, rahne de tu is bahane ko
Hotho pe na hai magar dil to razamand hai
Razamand hai magar aaj mohabbat band hai
Pas nahi aana dur nahi jana
Tum ko saugandh hai ke aaj mohabbat band hai.
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Kishore Kumar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar