Panchhi fas gaya jaal me
Uljhe naina dekhbhal me
Panchhi fas gaya jaal me
Uljhe naina dekhbhal me
Ab muskil ha niklana muskil
Hai bach ke nikalna
Khoya tha na jane kis khyal me
Uljhe naina dekhbhal me
Ab muskil ha niklana muskil
Hai bach ke nikalna
Panchhi fas gaya panchhi fas gaya
Jaal ke jo bahar ho andar ana chahe
Jaal ke jo andar wo bahar jana chahe
Jaal ke jo bahar ho andar ana chahe
Jaal ke jo andar wo bahar jana chahe
Dekhe jo tarse na dekhe
Wo tarse jadu hai gori chal me
Uljhe naina dekhbhal me
Ab muskil ha niklana muskil
Hai bach ke nikalna
Panchhi fas gaya panchhi fas gaya
Man ka ye bandhan kangan ki hathkadiya
Umar kaid ban jaye milan ki do ghadiya
Man ka ye bandhan kangan ki hathkadiya
Umar kaid ban jaye milan ki do ghadiya
Sari dunia me maje nahi
Utne jitne maje sasural me
Uljhe naina dekhbhal me
Ab muskil ha niklana muskil
Hai bach ke nikalna
Panchhi fas gaya panchhi fas gaya
Rup kisi anchal me kaise chup sakega
Suraj ye badal me kaise chup sakega
Rup kisi anchal me kaise chup sakega
Suraj ye badal me kaise chup sakega
Kon khusi khusbu ko mar pyar wala
Ham jhukte nahi kisi hal me
Panchhi fas gaya jaal me
Ab muskil ha niklana muskil
Hai bach ke nikalna
Panchhi fas gaya jaal me
Uljhe naina dekhbhal me
Ab muskil ha niklana muskil
Hai bach ke nikalna
Panchhi fas gaya panchhi fas gaya
Panchhi fas gaya panchhi fas gaya.
Kishore Kumar
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Suman Kalyanpur