Parbat se chan chan ke
Hawa aa rahi hain
Sagar se ban ban ke
Ghata chha rahi hain
Parbat se chan chan ke
Hawa aa rahi hain
Sagar se ban ban ke
Ghata chha rahi hain
Door door kahi isi
Ambar ke niche
Badal se bijli takra rahi hain
Parbat se chan chan ke
Hawa aa rahi hain
Sagar se ban ban ke
Ghata chha rahi hain
Ghata chha rahi hain
Suhana hai mausam
Suhani ghata hain
Suhana hai mausam
Suhani ghata hain
Rangeen fiza mein hain
Nasha sa bhula hai
Hai nasha sa ghula hain
Nasha sa ghula hain
Mere dil ko aisa lagta hai jaise
O mere dil ko aisa lagta hain
Jaise ambar se koi
Sada aa rahi hain
Sada aa rahi hain,
Sada aa rahi hain
Door door kahi isi
Ambar ke niche
Badal se bijli takra rahi hain
Parbat se chan chan ke
Hawa aa rahi hain
Sagar se ban ban ke
Ghata chha rahi hain
Ghata chha rahi hain
Pedho pe panchi
Chacha rahe hain
Masti mein banware
Mandra rahe hain
Mandra rahe hain
Kaliyo ke khilne ka
Sama hai suhana
Kaliyo ke khilne ka
Sama hai suhana
Judai ke nagme
Fiza ga rahi hain
Fiza ga rahi hain,
Fiza ga rahi hain
Dur dur kahi isi
Ambar ke niche
Badal se bijli takra rahi hain
Parbat se chan chan ke
Hawa aa rahi hain
Sagar se ban ban ke
Ghata chha rahi hain
Ghata chha rahi hain
Door door kahi isi
Ambar ke niche
Badal se bijli takra rahi hain
Parbat se chan chan ke
Hawa aa rahi hain
Sagar se ban ban ke
Ghata chha rahi hain
Ghata chha rahi hain.
Anupama Deshpande
Gautam Dasgupta