Pardesi ne lat uljhayi re
Pardesi ne lat uljhayi re
Kaha jake nazar takrayi re
Pardesi ne lat uljhayi re
Kaha jake nazar takrayi re
Ho kaha jake nazar takrayi re
Dono hatho mein darpan tham ke
Dono hatho mein darpan tham ke
Mujhko thamo gayi re main to kaam se
Gayi re main to kaam se
Kari kari si gori gori si
Badli aankho mein chhayi re
Kaha jake nazar takrayi re
Pardesi ne lat uljhayi re
Kaha jake nazar takrayi re
Chupke chupke pukare jiya aao re
Chupke chupke pukare jiya aao re
Phir sajan ki gali ko chal bawri
Gali ko chal bawri
Bole ruk ruk ke dolu jhuk jhuk ke
More raam dhuhayi re
Kaha jake nazar takrayi re
Pardesi ne lat uljhayi re
Kaha jake nazar takrayi re
Dar yahi hai kahi na koi jaan le
Dar yahi hai kahi na koi jaan le
Khoi khoi nazar pahchan ke
Nazar pahchan ke
Mukhda maila hai kajra faila hai
Jab se aankh lagayi re
Kaha jake nazar takrayi re
Pardesi ne lat uljhayi re
Kaha jake nazar takrayi re
Ho kaha jake nazar takrayi re.
Hemant Kumar, Lata Mangeshkar
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)