Insaan chhota koi nahi
Chhote hote hai kaam
Rawan apne ko badle to
Ban sakta hai ram
Parmatma hai pyare
Teri aatma ke ander
Parmatma hai pyare
Teri aatma ke ander
Parmatma hai pyareabar hai
Ek tare mein
Ek bud mein samer
Ambar hai ek tare mein
Ek bud mein samer
Parmatma hai pyare
Teri aatma ke ander
Parmatma hai pyare
Insaan se bhi jyada
Visvas mein hai sakti
Insaan se bhi jyada
Visvas mein hai sakti
Bagwan bana degi
Tujko hi teri bagti
Tujko hi teri bagti
Parmatma hai pyare
Teri aatma ke ander
Parmatma hai pyare
Kyo lut pe zita hai
Kyo paap kamata
Kyo lut pe zita hai
Kyo paap kamata
Apni hi nigaho mein
Kyo khud ko girata hai
Kyo khud ko girata hai
Parmatma hai pyare
Teri aatma ke ander
Parmatma hai pyare
Apni sakti tum mujme bhar du
Meri kamjori ko dur kar du
Duniya se burayi ka mein
Aam mita du
Stano ko mein insaan bana du
Parmatma hai pyare
Teri aatma ke ander
Parmatma hai pyare.
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Ganga Prasad
Asha Bhosle, Bhupinder Singh
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)