Apni nazar me koi jachta nahi
Jach gaya to phir bachta nahi
Apni nazar me koi jachta nahi
Jach gaya to phir bachta nahi
O mai thamthi nahi aise
Hi har kisi mard ka hath
Thamu to chhodu nahi zindagi me sath
Sara shehar meri karta hai baat
Kahar hu mai
O mai dalti nahi achhe se
Achhe naujawano par nazar
Dalu nazar to bana lu dil me ghar
Zindagi bhar mera jaye na asar
Zahar hu mai
Apni nazar me koi jachta nahi
Jach gaya to phir bachta nahi
Apni nazar me koi jachta nahi
Jach gaya to phir bachta nahi
O idhar aaye jo hai hasino
Me bahut mashur
Jinko ho apni jawani ka suroor
Chutki mai unka garur kar du chur
Kaha hai wo
Ho jo katil hai dilo ka
Todana ho jiska kam
Mujhko baata do kisi aise ka naam
Kar dungi pal me kam tamam yaki kar lo
Apni nazar me koi jachta nahi
Jach gaya to phir bachta nahi
Apni nazar me koi jachta nahi
Jach gaya to phir bachta na.
Asha Bhosle, Ganga Prasad
Asha Bhosle, Bhupinder Singh
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mohammed Rafi