O parvana kehta hai kya afsana
Jara tum bhi kaho ji
O diwana laya hai dil najrana
Jara suno suno ji
O parvana kehta hai kya afsana
Jara tum bhi kaho ji
Ye mausam ye rate ye bate khoyi khoyi
Ye masti ye sokhi dil kaise bachaye koi
Ye mausam ye rate ye bate khoyi khoyi
Ye masti ye sokhi dil kaise bachaye koi
O meri ada khali na jaye
Meri ada khali na jaye
Jo bhi mujhse aankh milaye aahe bare
Vo chalkana in najro ko paimana
Jara suno suno ji
O parvana kehta hai kya afsana
Jara tum bhi kaho ji
Khul jaye ye julfe
To mehfil ko mehka de
Uth jaye ye najre
To duniya ko behka de
Khul jaye ye julfe
To mehfil ko mehka de
Uth jaye ye najre
To duniya ko behka de
Ho kali gataye ghum ke aaye
Kali gataye ghum ke aaye
Sawan ki rut nache cham cham aage tere
Pehchana kyo kaisa hai nishana
Jara tum bhi kaho ji
O diwana laya hai dil najrana
Jara suno suno ji
Sarka du mai aanchal to
Chanda bhi sharmaye
Kaliyo ka dil dhadke
Phul9o ko pasina aaye
Sarka du mai aanchal to
Chanda bhi sharmaye
Kaliyo ka dil dhadke
Phul9o ko pasina aaye
Ho dil me samaye mast banaye
Dil me samaye mast banaye
Hoth gulabi nain rasile jadu bare
Ye mana ye tumhra hai jamana
Jara tum bhi kaho ji
O parvana kehta hai kya afsana
Jara tum bhi kaho ji
O diwana laya hai dil najrana
Jara suno suno ji.
Yusuf Azad
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi