Maine kaha bandu jara idhar to dekho
Patli kamar tirchi nazar
Kabhi idhar kabhi udar
Aayi gawalan ki chori
Hoye dekho aayi gawalan ki chori
Hoye aayi gawalan ki chori
Hoye dekho aayi gawalan ki chori
Hoye patli kamar tirchi nazar
Kabhi idhar kabhi udar
Aayi gawalan ki chori
Hoye dekho aayi gawalan ki chori
Tere naina yeh thikhe kajrare achha
Raah chalte ko kare hai ishare
Yeh lachkana matkana thadapna
Tune sikha kaha batala re
Ha ab to yeh dil hua hai deewana
Are sun ke siti meri chali aana
Patli kamar tirchi nazar
Kabhi idhar kabhi udar
Aayi gawalan ki chori
Hoye dekho aayi gawalan ki chori
Aayi gawalan ki chori
Hoye dekho aayi gawalan ki chori
Muskurana lajjana hai aana
Mujhko aata hai dil ka churana
Tujhko yeh pyar mahnga padega
Muhko saiya nahi aajmana
Jisko chahu banau deewana
Mere aage sawriya na aana
Kya samjhe ha samjhe
Patli kamar tirchi nazar
Kabhi idhar kabhi udar
Aayi gawalan ki chori
Hoye dekho aayi gawalan ki chori
Hoye hoye aayi gawalan ki chori
Hoye dekho aayi gawalan ki chori
Har nazar pe nazar hai humari
Ho jante hai har ada yeh tumhari
Tum na samjhoge yeh bekarari
Aage panchhi hai pichhe sikhari
Yaad rakho na humse takrana
Are tumne sayad hame nahi jana
Jana are wah wah
Patli kamar tirchi nazar
Kabhi idhar kabhi udar
Aayi gawalan ki chori
Hoye dekho aayi gawalan ki chori
Hoye aayi gawalan ki chori
Hoye dekho aayi gawalan ki chori.
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Shyama Hemady, Usha Mangeshkar
Jaspinder Narula, Shaan
Shaan
Krishnakumar Kunnath (K.K), Sneha Pant
Krishnakumar Kunnath (K.K)
Babul Supriyo, Kavita Krishnamurthy