Hero ka hero hoon jita
Hoon main shan se
Charche hai duniya
Mein bas mere hi nam ke
Hero ka hero hoon
Jita hoon main shan se
Charche hai duniya mein
Bas mere hi nam ke
Tej hawa ka yaro
Main hoon ik jhonka
De jata hoon yaro
Sabko main dhoka
Ek taraf hai chand
Tare ek taraf hoon main
Ek taraf duniya ke
Najare ek taraf hoon main
Ek taraf hai chand
Tare ek taraf hoon main
Ek taraf duniya ke
Najare ek taraf hoon main
Hero ka hero hoon jita
Hoon main shan se
Charche hai duniya
Mein bas mere hi nam ke
Dharati pe kayi bag
Lagana nothing special
Patthar pe ek phul
Khilana something special
Duniya ke raste pe
Jana nothing special
Apna rasta ap banana
Something special
Jeet le koi sara
Jamana nothing special
Dard sehke gungunana
Something special
Pyar se dil jeet jana
Something special
Hero ka hero hoon
Jita hoon main shan se
Charche hai duniya mein
Bas mere hi nam ke
Ruk kar pani pina
Nothing special
Daud ke dudh pina
Something special
Koyi puche sach
Bolana nothing special
Kabhi kabhi to jhut
Bolna something special
Apni jhuti shan badhna
Nothing special
Andhi mein ek deep
Jalna something special
Sat samandar par
Karna something special
Hero ka hero hoon
Jita hoon main shan se
Charche hai duniya mein
Bas mere hi nam ke
Tej hawa ka yaro
Main hoon jhonka
De jata hoon yaro
Sabko main dhoka
Ek taraf hai chand
Tare ek taraf hoon main
Ek taraf duniya ke najare
Ek taraf hoon main
Ek taraf hai chand tare
Ek taraf hoon main
Ek taraf duniya ke najare
Ek taraf hoon main.
Mahendra Kapoor, Sharda Rajan Iyengar
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Shyama Hemady, Usha Mangeshkar
Jaspinder Narula, Shaan
Krishnakumar Kunnath (K.K), Sneha Pant
Krishnakumar Kunnath (K.K)
Babul Supriyo, Kavita Krishnamurthy