Mohe Laagi Re Zulmi Umariya - Suhaag Raat lyrics | Suhaag Raat - Mohe Laagi Re Zulmi Umariya lyrics

Mohe Laagi Re Zulmi Umariya is a hindi song from the 1968 movie Suhaag Raat. Mohe Laagi Re Zulmi Umariya singer is Lata Mangeshkar. Mohe Laagi Re Zulmi Umariya composer is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah and Mohe Laagi Re Zulmi Umariya lyricist or song writer is Qamar Jalalabadi. Mohe Laagi Re Zulmi Umariya music director is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. Mohe Laagi Re Zulmi Umariya features Rajshree, Jeetendra, Sulochana Latkar. Mohe Laagi Re Zulmi Umariya director is and the producer is . The audio of Mohe Laagi Re Zulmi Umariya song was released on null by Saregama. Mohe Laagi Re Zulmi Umariya YouTube video song can be watched above.


Mohe lagi re
Mohe lagi re, lagi re lagi zulmi umariya
Sawariya, sawariya main ghir ghir jaau
Sawariya main ghir ghir jaau
Mohe roke re, mohe roke re
Roko re, roko re roko ho gayi banwariya
Sawariya, sawariya mai ghir ghir jaau
Sawariya mai ghir ghir jaau


Lage jabse ye nain gaya jiyra ka chain
Haye kab se ye naina na lage
Lage jabse ye nain gaya jiyra ka chain
Haye kab se ye naina na lage
Behake behke hai chal hai
Abhi se ye haal hai
Jane kya hoga kya hoga aage
Mo pe dharo na mo pe
Dharo na aisi najariya
Sawariya, sawariya main ghir ghir jaau
Sawariya main ghir ghir jaau


Dekho aayi ye bahar uspe tera ye pyar
Kaisa apne jiya ko sambhalu
Dekho aayi ye bahar uspe tera ye pyar
Kaisa apne jiya ko sambhalu
Mana lakho me ek par aisa na dekh
Thaharo aanchal me naina chupa lu
Thaharo aanchal me naina chupa lu
Haye dekhe re haye dekhe re
Dekhe sari najariya
Sawariya, sawariya main ghir ghir jaau
Sawariya main ghir ghir jaau


Tera mera ye mel kayi sadiyo ka khel
Tu hai kaaya to mai hu teri chaya
Tera mera ye mel kayi sadiyo ka khel
Tu hai kaaya to mai hu teri chaya
O baharo ke phul mujhko jana na bhul
Chali aaungi jab bhi bhulaya
Chali aaungi jab bhi bhulaya
Main to pyasi re, main to pyasi re
Pyasi re, pyasi preet ki badriya
Sawariya, sawariya mai ghir ghir jaau
Sawariya mai ghir ghir jaau
Mohe lagi re, lagi re lagi julmi umariya
Sawariya, sawariya main ghir ghir jaau.



Movie/album: Suhaag Raat
Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Qamar Jalalabadi
Music Composer: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Label: Saregama
Starring: Rajshree, Jeetendra, Sulochana Latkar
Release on: null
1. Who is the music director of the song Mohe Laagi Re Zulmi Umariya
Ans: Mohe Laagi Re Zulmi Umariya song music director is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
2. Who is/are the singer/singers of the song Mohe Laagi Re Zulmi Umariya
Ans: Mohe Laagi Re Zulmi Umariya song singer is Lata Mangeshkar
3. Who is the Composer of the song Mohe Laagi Re Zulmi Umariya
Ans: Mohe Laagi Re Zulmi Umariya song composer is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
4. Who is the Lyricist of the song Mohe Laagi Re Zulmi Umariya
Ans: Mohe Laagi Re Zulmi Umariya song lyricist is Qamar Jalalabadi
5. What is the movie of the song Mohe Laagi Re Zulmi Umariya
Ans: Mohe Laagi Re Zulmi Umariya song is from Suhaag Raat
6. Who wrote the song Mohe Laagi Re Zulmi Umariya
Ans: Mohe Laagi Re Zulmi Umariya song is written by Qamar Jalalabadi

Find other songs in - Suhaag Raat

1
Rum Jhum Matware Badal

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Rajkumari Dubey

2
Ye Bura Kiya

Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Rajkumari Dubey

3
Tere Bin Meri Zindagani

Shamshad Begum

4
O Mere Sine Ki

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Shamshad Begum

5
Lakhi Babul Mere Kahe

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

6
Kis Papi Sang Uljhi Ankhiya

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Rajkumari Dubey

7
Jao Jao Na Satao

Rajkumari Dubey

8
Chhod Chale Munh Mod Chale

Rajkumari Dubey

9
Baje Mori Payal Thunak Thunak

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Rajkumari Dubey

10
Mere Dil Se Dil Ko Jod Do

Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

11
Main Qayamat Hoon

Asha Bhosle, Lata Mangeshkar

12
Are O Re Dharti Ki Tarah

Kishore Kumar

13
Ganga Maiya Mein Jab Tak

Lata Mangeshkar

14
Khush Raho Har Khushi Hai

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)