O gori are kaha jati ho
Phir milne aap kab aayenge
Jab milne ka mauka payenge
Phir milne aap kab aayenge
Jab milne ka mauka payenge
Intzar mein adhe mar jayenge
Hum roz roz kaise aayenge
Aap na aaye to hum kya
Pure mar jayenge
Phir milne aap kab aayenge
Jab milne ka mauka payenge
O saiya main aayi aayi aayi
Kyu itni der lagayi
Are chudiyo ki khanak
Batati hain sabko
Pawo ki payaliya jagati hain sabko
Aati hoon milne to takti hain sakhiya
Khol ke khidki jhakti hain sakhiya
Hum khud hi unko batayenge
Rishte ki baat chalayenge
Razi na huyi to utha ke le jayenge
Phir milne aap kab aayenge
Jab milne ka mauka payenge
Aye main aa gayi na kyu itna gussa
Kyu aaj bhi der lagayi
Ghar walo se thi ghabrai
Sharam aur dar ko pyar nahin janta
Kisi bhi deewar ko pyar nahin manta
Tere mere bich jo bhi aayega
Hath tudwayega ya paw tudwayega
Hum sabko pyar se manayenge
Miya biwi banke dikhayenge
Doli tu leke aana to ghar jayenge
Phir milne aap kab aayenge
Shadi ke din hum aayenge
Phir milne aap kab aayenge
Shadi ke din hum aayenge.
Asha Bhosle, Kishore Kumar