Phool ban jaunga shart ye hai magar
Phool ban jaunga shart ye hai magar
Apni julfo me saja lijiye
Apni julfo me saja lijiye
Khawab ban jaungi shart ye hai magar
Khawab ban jaungi shart ye hai magar
Apni aankho me mujhko basa lijiye
Apni aankho me mujhko basa lijiye
Kabhi kabhi sochu ke tum mere kya ho
Kabhi kabhi sochu ke tum mere kya ho
Dard ho dil ka ye tum dawa ho
Dard ban jaunga shart ye hai magar
Dard ban jaunga shart ye hai magar
Darde dil ki mujhi se dawa lijiye
Khawab ban jaungi shart ye hai magar
Apni aankho me mujhko basa lijiye
Tumne chaha tha afsana mai ban gaya
Tumne chaha tha afsana mai ban gaya
Baithe bithlaye diwana mai ban gaya
Hosh me laungi shart ye hai magar
Hosh me laungi shart ye hai magar
Ek siwa mere sab kuch bhula dijiye
Ek siwa mere sab kuch bhula dijiye
Apni aankho me mujhko basa lijiye
Duniya me jo meri tumhi na aate
Duniya me jo meri tumhi na aate
Geet humare geet humare sitare na gate
Geet ban jaunga shart ye magar
Geet ban jaunga shart ye magar
Apne kano me mujhko jagah dijiye
Apne kano me mujhko jagah dijiye
Khawab ban jaungi shart ye hai magar
Apni aankho me mujhko basa lijiye
Apni aankho me mujhko basa lijiye.
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Usha Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Mohammed Rafi
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Kishore Kumar
Mohammed Rafi