Teri aankho ki surkhi, salamat rahe
Khun duniya ka bahata hai bahata rahe
Jhaam par jhaam pee jhum ker yu hi jee
Ye jamana jo kahata hai kahata rahe
Tune har raat mohabaat ki kasam khai hai
Tune har raat mohabaat ki kasam khai hai
Baat kahne ki nahi,baat kahne ki nahi
Oh baat kahne ki nahi, tu bhi to harjayi hai
Tune har raat mohabbat ki kasam khayi hai
Jab bhi chaha kisi dali se phool todh liya
Ha re ha todh liya
Kisi ko dil se lagaya kisi ko chodh diya
Ha re ha chodh diya ha re chodh diya
Tu kadardan nahi, dil ki pahchaan nahi
Mere be imaan sanam tera imaan nahi
Dil ko masal ke tewar badal ke
Tune najar churayi hai
Baat kahne ki nahi tu bhi to harjayi hai
Tune raat mohabbat ki kasam khayi hai
Sone chandi se tijori teri barpur rahe
Ha barpur rahe
Ishi daulat ke nashe me tu sada chur rahe
Ha sada chur rahe
Koi kangal rahe, koi behal rahe
Ghum hai duniya ke liye tu to khush hal rahe
Teri khata se teri jafa se hum per samat aayi
Baat kahane ki nahi tu bhi to harjayi hai
Tune har raat mohabaat ki kasam khai hai
Tune dharti pe trashe hai wo pathar ke sanam
Ha wo pathar ke sanam
Jinke saye me baith ke tu kare lakho sitam
Tu kere lakho ho sitam
Ye teri shaan nahi, tu hai inshaan nahi
Sabka bhagwan hai tu tera bhagwan nahi
Tere karam se aise dharam se
Kudarat bhi sharmayi hai
Baat kahne ki nahi tu bhi to harjayi hai
Tune raat mohabbat ki kasam khayi hai
Baat kahane ki nahi tu bhi to harjayi hai.
Lata Mangeshkar
Aarti Mukherji, Amit Kumar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Kishore Kumar
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Kishore Kumar