Prem nagar ki aur chale hai
Prem ke do matwale
Geet khushi ke gale
Geet khushi ke gale
Laut aayi sukh ki ghadiya
Dukh ka mausam beeta
Laut aayi sukh ki ghadiya
Dukh ka mausam beeta
Is badi ko ha rahe the
Phir se usko jeeta
Phir se rang
Rachane rachane rachane
Phir se rang
Rachane rachane rachane
Phir se mauj manane
Geet khushi ke gale
Geet khushi ke gale
Chand mein tha andhiyara chhaya
Suraj ne usko chamkaya
Chand mein tha andhiyara chhaya
Suraj ne usko chamkaya
Ankhiya meri andhiyare mein
Ankhiya meri andhiyare mein
Khub bhaye ujiyare
Geet khushi ke gale
Geet khushi ke gale
Hor ka ghola chand sahaye
Wo bulaye tab chain aaye
Hor ka ghola chand sahaye
Wo bulaye tab chain aaye
Apni manzil ka lete hai
Apni manzil ka lete hai
Khud banane wale
Geet khushi ke gale
Geet khushi ke gale
Prem nagar ki aur chale hai
Prem ke do matwale
Geet khushi ke gale
Geet khushi ke gale.
Khursheed Bano
Khursheed Bano
Khursheed Bano, Surendra
Surendra
Khursheed Bano