Puchho To Naam Bhi Apna - Dillagi lyrics | Dillagi - Puchho To Naam Bhi Apna lyrics

Puchho To Naam Bhi Apna is a hindi song from the 1966 movie Dillagi. Puchho To Naam Bhi Apna singer is Mohammed Rafi. Puchho To Naam Bhi Apna composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Puchho To Naam Bhi Apna lyricist or song writer is Majrooh Sultanpuri. Puchho To Naam Bhi Apna music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Puchho To Naam Bhi Apna features Mala Sinha, Sanjay Khan, Nazima. Puchho To Naam Bhi Apna director is and the producer is . The audio of Puchho To Naam Bhi Apna song was released on 1st January, 1966 by Shemaroo. Puchho To Naam Bhi Apna YouTube video song can be watched above.


Puchho to naam bhi
Apna bata nahi sakte
Allah are kamsini
Allah are kamsini
Darte hai dur bhi hamse
Wo ja nahi sakte
Allah are kamsini
Allah are kamsini


Kahne ko to ada mili hai
Rangin chalak si
Kahne ko to ada mili hai
Rangin chalak si
Nadaniya fir bhi wahi hai
Dekho to sadgi
Dil to chura liya lekin
Chhupa nahi sakte
Allah are kamsini
Allah are kamsini
Puchho to naam bhi
Apna bata nahi sakte
Allah are kamsini
Allah are kamsini


Betabiyo ko bojh hai
Najar kyu na hum mod le
Betabiyo ko bojh hai
Najar kyu na hum mod le
Tham ke unki kalai
Kaise na chhod de
Najuk hai wo ke aachal bhi
Chhuda nahi sakte
Allah are kamsini
Allah are kamsini
Puchho to naam bhi
Apna bata nahi sakte
Allah are kamsini
Allah are kamsini


Ab hai yahi dua meri
Yahi rut rahe yaar ki
Ab hai yahi dua meri
Yahi rut rahe yaar ki
Padti rahe unko jarurat
Mere pyar ki
Khud se to apni julf bhi
Bana nahi sakte
Allah are kamsini
Allah are kamsini


Puchho to naam bhi
Apna bata nahi sakte
Allah are kamsini
Allah are kamsini
Darte hai dur bhi hamse
Wo ja nahi sakte
Allah are kamsini
Allah are kamsini.



Movie/album: Dillagi
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Shemaroo
Starring: Mala Sinha, Sanjay Khan, Nazima
Release on: 1st January, 1966
1. Who is the music director of the song Puchho To Naam Bhi Apna
Ans: Puchho To Naam Bhi Apna song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Puchho To Naam Bhi Apna
Ans: Puchho To Naam Bhi Apna song singer is Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song Puchho To Naam Bhi Apna
Ans: Puchho To Naam Bhi Apna song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Puchho To Naam Bhi Apna
Ans: Puchho To Naam Bhi Apna song lyricist is Majrooh Sultanpuri
5. What is the movie of the song Puchho To Naam Bhi Apna
Ans: Puchho To Naam Bhi Apna song is from Dillagi
6. Who wrote the song Puchho To Naam Bhi Apna
Ans: Puchho To Naam Bhi Apna song is written by Majrooh Sultanpuri

Find other songs in - Dillagi

1
Tere Kuche Mein Armano

Mohammed Rafi

2
Tu Mera Chand

Shyam, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

3
Ho Nirala Mohabbat Kaa

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

4
Le Ke Dil Chupke Se

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

5
Duniya Kya Jaane

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

6
De Dhil De Dhil

Shamshad Begum, Uma Devi Khatri (Tun tun)

7
Tera Khayal Dil Se

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

8
Murliwale Murli Baja

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

9
Chaar Din Ki Chaandani

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

10
Is Duniya Mein

Mohammed Rafi

11
Tu Mera Chand

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

12
Zaalim Zamaanaa Mujhako

Shyam Kumar, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

13
Tauba Yeh Nazare

Mohammed Rafi

14
Mere Dil Par Chal Rahe Hain

Lata Mangeshkar

15
16
Ab Jine Ka Mausam Aaya

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

17
Ye Aaj Kal Ke Ladke

Usha Mangeshkar

18
Hum Jee Lenge

Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

19
Main Kaun Sa Geet

Lata Mangeshkar

20
Kar Gayi Mast Mujhe

Kishore Kumar, Suman Kalyanpur

21
Baadal Toh Aaye

Lata Mangeshkar

22
Prem Hai Prem Hai

Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh Chand Mathur

23
Yeh Zameen Hai

Roop Kumar Rathod

24
Main Kya Karoon

Kumar Sanu

25
Kya Yeh Sach Hai

Mahalakshmi Iyer, Shankar Mahadevan

26
Haan Haan Yeh Pyar Hai

Abhijeet Bhattacharya

27
Tanhai

Nusrat Fateh Ali Khan

28
Rahon Mein Chayen

Alka Yagnik, Shankar Mahadevan, Udit Narayan

29
Koi Nahin Aisa

Alka Yagnik, Amit Kumar

30
Dillagi (Title)

Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik, Jaspinder Narula, Kavita Krishnamurthy, Mahalakshmi Iyer, Shaan, Shankar Mahadevan, Sonu Nigam, Udit Narayan

31
Dhoom Dhoom Luck Luck

Mahendra Kapoor, Shankar Mahadevan, Sukhwinder Singh