Ab Jine Ka Mausam Aaya - Dillagi lyrics | Dillagi - Ab Jine Ka Mausam Aaya lyrics

Ab Jine Ka Mausam Aaya is a hindi song from the 1966 movie Dillagi. Ab Jine Ka Mausam Aaya singers are Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Ab Jine Ka Mausam Aaya composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Ab Jine Ka Mausam Aaya lyricist or song writer is Majrooh Sultanpuri. Ab Jine Ka Mausam Aaya music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Ab Jine Ka Mausam Aaya features Mala Sinha, Sanjay Khan, Nazima. Ab Jine Ka Mausam Aaya director is and the producer is . The audio of Ab Jine Ka Mausam Aaya song was released on 1st January, 1966 by Shemaroo. Ab Jine Ka Mausam Aaya YouTube video song can be watched above.


Ab jine ka mausam aaya
Ke hum nikle the do kadam
Itne mein aaye sanam tum ho mile
Ab jine ka mausam aaya
Ke hum nikle the do kadam
Itne mein aaye sanam tum ho mile
Ab jine ka mausam aaya


Rukh pe mere jo thi garde gum dhul gayi
Julfe jana teri har sikan khul gayi
Rukh pe mere jo thi garde gum dhul gayi
Julfe jana teri har sikan khul gayi
Nahi ye tan mera tumhari baho mein
Bahare bal khati chali hai raho mein
Nahi ye tan mera tumhari baho mein
Bahare bal khati chali hai raho mein
Ab jine ka mausam aaya
Ke hum nikle the do kadam
Itne mein aaye sanam tum ho mile
Ab jine ka mausam aaya


Tum sada sath ho yu mere pyar ke
Tum sada sath ho yu mere pyar ke
Jaise rahta hai til mere ruksar ke
Nashili aankho sada se pite hai
Tumhi pe marte hai tumhi pe jite hai
Nashili aankho sada se pite hai
Tumhi pe marte hai tumhi pe jite hai
Jite hai ab jine ka mausam aaya
Ke hum nikle the do kadam
Itne mein aaye sanam tum ho mile
Ab jine ka mausam aaya


Tisra kyu rahe hum pe saya kiye
Tisra kyu rahe hum pe saya kiye
Kah do suraj se dube khuda ke liye
Abhi to din aaya khuda khuda karke
Abhi kaha dekha kisi ko ji bhar ke
Abhi to din aaya khuda khuda karke
Abhi kaha dekha kisi ko ji bhar ke
Ji bhar ke ab jine ka mausam aaya
Ke hum nikle the do kadam
Itne me aye sanam tum ho mile
Ab jine ka mausam aaya
Ke hum nikle the do kadam
Itne mein aaye sanam tum ho mile
Ab jine ka mausam aaya.



Movie/album: Dillagi
Singers: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Shemaroo
Starring: Mala Sinha, Sanjay Khan, Nazima
Release on: 1st January, 1966
1. Who is the music director of the song Ab Jine Ka Mausam Aaya
Ans: Ab Jine Ka Mausam Aaya song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Ab Jine Ka Mausam Aaya
Ans: Ab Jine Ka Mausam Aaya song singers are Asha Bhosle, Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song Ab Jine Ka Mausam Aaya
Ans: Ab Jine Ka Mausam Aaya song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Ab Jine Ka Mausam Aaya
Ans: Ab Jine Ka Mausam Aaya song lyricist is Majrooh Sultanpuri
5. What is the movie of the song Ab Jine Ka Mausam Aaya
Ans: Ab Jine Ka Mausam Aaya song is from Dillagi
6. Who wrote the song Ab Jine Ka Mausam Aaya
Ans: Ab Jine Ka Mausam Aaya song is written by Majrooh Sultanpuri

Find other songs in - Dillagi

1
Tere Kuche Mein Armano

Mohammed Rafi

2
Tu Mera Chand

Shyam, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

3
Ho Nirala Mohabbat Kaa

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

4
Le Ke Dil Chupke Se

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

5
Duniya Kya Jaane

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

6
De Dhil De Dhil

Shamshad Begum, Uma Devi Khatri (Tun tun)

7
Tera Khayal Dil Se

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

8
Murliwale Murli Baja

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

9
Chaar Din Ki Chaandani

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

10
Is Duniya Mein

Mohammed Rafi

11
Tu Mera Chand

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

12
Zaalim Zamaanaa Mujhako

Shyam Kumar, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

13
Tauba Yeh Nazare

Mohammed Rafi

14
Puchho To Naam Bhi Apna

Mohammed Rafi

15
Mere Dil Par Chal Rahe Hain

Lata Mangeshkar

16
17
Ye Aaj Kal Ke Ladke

Usha Mangeshkar

18
Hum Jee Lenge

Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

19
Main Kaun Sa Geet

Lata Mangeshkar

20
Kar Gayi Mast Mujhe

Kishore Kumar, Suman Kalyanpur

21
Baadal Toh Aaye

Lata Mangeshkar

22
Prem Hai Prem Hai

Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh Chand Mathur

23
Yeh Zameen Hai

Roop Kumar Rathod

24
Main Kya Karoon

Kumar Sanu

25
Kya Yeh Sach Hai

Mahalakshmi Iyer, Shankar Mahadevan

26
Haan Haan Yeh Pyar Hai

Abhijeet Bhattacharya

27
Tanhai

Nusrat Fateh Ali Khan

28
Rahon Mein Chayen

Alka Yagnik, Shankar Mahadevan, Udit Narayan

29
Koi Nahin Aisa

Alka Yagnik, Amit Kumar

30
Dillagi (Title)

Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik, Jaspinder Narula, Kavita Krishnamurthy, Mahalakshmi Iyer, Shaan, Shankar Mahadevan, Sonu Nigam, Udit Narayan

31
Dhoom Dhoom Luck Luck

Mahendra Kapoor, Shankar Mahadevan, Sukhwinder Singh