Purza purza himmat jod le
Darr ko peeche chhod ke
Jhonk saari koshishein
Aafat ke sheeshe todne
Purza purza himmat jod le
Darr ko peeche chhod ke
Jhonk saari koshishein
Aafat ke sheeshe todne
Naap le tu bhi
Door hai manzil, dhoondh le tu rastaa
Pighle parbat
Apne dil mein, aisi aag jaga
Kaun tujhe rokega, poori jaan laga
Purza-purza himmat jod le
Darr ko peeche chhod ke
Raahon ke mushkilon se, panjaa lada le
Tera hunar jahaan ko, ab tu dikha de
Badhta jaa, badhta jaa..
Rukna naa kya kar lenge, jhonke hawa ke
Chalna ab toofano se, kandha milake
Badhta jaa, badhta jaa..
Zinda hai teri saansein
Tu ye jataa
Tujhko to paana hi hai
Woh sapna
Zinda hai teri saansein
Tu ye jataa
Tujhko to paana hi hai
Woh sapna
Kaun tujhe rokega, poori jaan laga..
Purza-purza himmat jod le
Darr ko peeche chhod ke
Jhonk saari koshishein
Aafat ke sheeshe todne
Khwaabon ke sheeshe bhi toote to kya
Kismat bhi hamse yeh roothe to kya
Hum jod lenge khwaabon ke ye tukde
Humse sahare bhi choote to kya
Khoyi jo manzilein, unhe paana hai
Is jahaan ko kuch naya, kar dikhana hai
Hum adhure nahi hai, hum adhure nahi hai
Hain himmat se poore ham
Hain andhere to tu talaash
Tujhme hai sagar jo roshni ka
Dhundh ke laana hai jawaab
Uska sawaal jo hai sabhi ka
Dar ko takdeer se laga le
Bas koshishein ho tera saleeka
Surya ban tu aakash ban
Sone se likha itihaas ban
Auzaar himmat ko tu bana le
Paayega tu jeet ka jashan
Ruka hai kyun jhuka hai
Uth ke pfir saans jod tu
Tujhko manzil ke paar jaana hai
Dekh manzil ki ore tu
Kaun tujhe rokega, poori jaan laga..
Purza-purza himmat jod le
Darr ko peeche chhod ke
Jhonk saari koshishein
Aafat ke sheeshe todne.
Rahul Mishra
Siddhartth
Parineeta Ranawat
Sonu Nigam