Yeh raste wahi they, ye hi they nazaare
Woh waqt kahaan kho gaya
Kaano se guzar ke, khamoshi gayi hai
Dheere se, hai shayad kuch kahaa
Yeh raste wahi they, ye hi they nazaare
Woh waqt kahaan kho gaya
Kaano se guzar ke, khamoshi gayi hai
Dheere se, hai shayad kuch kahaa
Jaani pehchaani, bheeni si aa rahi..
Sapno ki hai khushbuyein..
Sapno ka gaaon hai kahi pe
Aate hai baadal bhi wahi se
Jaani pehchaani bheeni si aa rahi..
Sapno ki hai khushbuyein..
Kaagaz ki udaane
Manzil ko paane chali hai..
Chhoti si kalam se
Khushiyaan banane chali hai..
Kaagaz ki udaane
Manzil ko paane chali hai..
Chhoti si kalam se
Khushiyaan banane chali hai..
Nange paaon sahi
Khushiyon ko paane aage jaana hai
Sapno ka gaaon hai kahi pe
Aate hai baadal bhi wahi se
Jaani pehchaani, bheeni si aa rahi..
Sapno ki hai khushbuyein..
Ik chhota sa hi toh
Khwaab hai palkon tale..
Nanhi si kali ki
Zid hai ke khul ke khiley..
Ik chhota sa hi toh
Khwaab hai palkon tale..
Nanhi si kali ki
Zid hai ke khul ke khiley..
Jaane kyun aa rahi hai
Nazar har taraf mushkilein..
Chhoti-chhoti dhadkano se
Dabe chhupe inhi palo se
Armaano ke aansuon se
Aa rahi manzil ki khushbuyein.
Nayan Rahul
Rahul Mishra
Siddhartth
Parineeta Ranawat