Dil ne kaha chupke se
Yeh kya hua chupke se
Kyon naye lag rahe hein
Yeh dharti gagan meine
Maine pucha to boli yeh pagli pawan
Pyar hua chupke se
Yeh kya hua chupke se
Kyon naye lag rahe hein
Yeh dharti gagan meine
Pucha to boli yeh pagli pawan
Pyar hua chupke se
Yeh kya hua chupke se
Titliyon se suna
Titliyon se suna meine kissa bagh ka
Bagh mein thi ek kalee
Sharmeely unchooee
Ek din manchala bhanwara aa gaya
Khil uthi woh kalee paya roop naya
Pochchti thi kalee
Yeh mujeh kya hua
Phool hansa, chupke se…
Pyar hua chupke se
Meine badal se kabhi
Meine badal se kabhi
Yeh kahani thi sunee
Parvaton ki ek nadee
Milne sagar se chalee
Jhoomti ghoomti, nachtee doltee
Kho gayee apne sagar mein
Ja ke nadee dekhne
Pyar ki aisi jadugari
Chand khila chupke se…
Pyar hua chupke se
Yeh kya hua chupke se
Kyon naye lag rahe hein
Yeh dharti gagan meine
Pucha to boli yeh pagli pawan
Pyar hua chupke se
Yeh kya hua chupke se
Kyon naye lag rahe hein
Yeh dharti gagan meine
Maine pucha to boli yeh pagli pawan.
Sivaji Chattopadhyaya
Kumar Sanu
Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu
Kumar Sanu
Kumar Sanu