Pyar ka nasha aisa chada aaye haye
Pahele kabhi aaye haye yu na huya
Jo huya hai mujhe abhi,
Jo huya hai mujhe abhi
Ke meri siti meri siti
Ke meri siti baz gayi
Mujhko sikhaya tune siti bjana
Ha ye to hai pyar ka phala tarana
Iske bad bol aur kya hota hai
Wohi jo bas manjure khuda hota hai
Tere in mithi mithi bato ke jal
Me mai to fas gayi
Ke meri siti meri siti,
Ke meri siti baz gayi
Pyar ka nasha aisa chada aaye haye
Phale kabhi aaye haye yu na huya
Jo huya hai tujhe abhi,
Jo huya hai tujhe abhi
Ke teri siti teri siti siti siti baz gayi
Kal ek duje ko hum baho mein le lenge
Dekh koi aur naya khel nahi khelege
Oo ab to ye chalta rahega jane jana
Phale mujhe doli mein tu aake le jana
Ab har din hoga naya naya
Hogi har shab nayi nayi
Ke teri siti teri siti siti siti baz gayi
Pyar ka nasha aisa chada aaye haye
Phale kabhi aaye haye yu na huya
Jo huya hai mujhe abhi,
Jo huya hai mujhe abhi
Ke meri siti meri siti,
Ke meri siti baz gayi.
Anil Krishna Biswas, Waheedan Bai
Anil Krishna Biswas
Anil Krishna Biswas, Waheedan Bai
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Anuradha Paudwal, Kishore Kumar
Bela Sulakhe, Kumar Sanu
Vipin Desai, Vipin Sachdeva
Kavita Krishnamurthy